Rastriya Sadak Suraksha Maah Started In Prayagraj - Prayagraj Web Portal (प्रयागराज वेब पोर्टल)
Type Here to Get Search Results !

Rastriya Sadak Suraksha Maah Started In Prayagraj

Rastriya Sadak Suraksha Maah

"राष्ट्रीय सड़क सुरक्षा माह"

"Prayagraj News (NSHN.TODAY) - राष्ट्रीय सड़क सुरक्षा माह: जनपद प्रयागराज में आयोजित कार्यक्रम का उदघाटन"

NSHN.TODAY : Aaj Sammbhagiya Parivahan Karyalay, Prayagraj Dwara 15 January Se Lekar 14 Febuary 2024 Tal "Rastriya Sadak, Suraksha Maah" Ke Pratham Diwas Par Sammbhagiya Pariwahan Adhikari Rajesh Kumar Maurya Dwara Prachar Wahan Ko Hari Jhadi Dekar Mission Ke Safalta Ke Liye Rawana Kiya Gaya.

Desh - Pradesh Ke Saath Aaj Prayagraj Janpan Ne Bhi Sadak Durghatnao Mein Kami Lane Hetu Jan Jagrukta Karykram Ke Saath , Ghayal Vyaktiyon Ke Samay Sima Par Upchar Hetu Sadak Suraksha Maah Ke Roop Mein SwamSevi Sewaen Dene Ke Liye Prerit Karte Hue Aamjan Ko "Rastriya Sadak Suraksha Maah" Mission Ki Safalta Mein Sahyog Dene Ki Apeel Ki.

"Prayagraj News (NSHN.TODAY) - राष्ट्रीय सड़क सुरक्षा माह: जनपद प्रयागराज में आयोजित कार्यक्रम का उदघाटन"

"Rastriya Sadak Suraksha Maah" Ke Dwauran Sammbhagiya Adhikari Ne Vyaktiyo Ko Pamphlet Evam Booklet Vitaran Karte Hue Sadak Suraksha Se Sambabdhit Yatayaat Niyamo Evam Sanketo Ka Palan Karne Hetu Prerit Kiya.

Is Awsar Par Sambhagiya Adhikari Rajesh Kumar Maurya Ke Atirikt Pravartan Adhikar Sanjay Kumar Gupta, Sahayak Sammbhagiya Adhikari Rajeev Kumar, Sushri Alka Shukla, Evam Prateek Mishra Ke Saath Samast Karmik Upasthit Rahe.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Below Post Ad

Author Image

About Content Editor

अभिनय सेठ, समकालीन समाचार, सूचना समाचार के साथ-साथ विशेष रूप से आध्यात्मिक लेखों के लिए प्रसिद्ध है। जिन्होन एक दर्जन से अधिक रजिस्टर्ड समाचार-पत्रों में अपनी सेवा प्रदान कर चुके हैं। पत्रकारिता जगत में विशेष ख्याति, निष्पक्ष संवाद, सप्ताहिक समाचार-पत्र के सम्पादकीय निदेशक के रूप में मिली। वर्तमान समय में अभिनय स्वतंत्र लेखन के साथ-साथ, निष्पक्ष संवाद के डिजिटल प्लेटफॉर्म Nshn.Today - Hindi News मे नई ताकतों को समझतेे हुए, डिजिटल मार्केंटिंग स्पेश्यलिस्ट की हैसियत से, डिजिटल क्रिएटर के रूप में कार्य कर रहे है।